दूध पीने से क्या फायदा होता है?

दूध पीने से क्या फायदा होता है और क्या नुकसान? 

Hello friends agar aap bhi dudh pine ke saukhin ho ya aap roj 1 glass dudh pite ho to aap ne kabhi ye bhi socha hoga ki dudh pine se kya kya fayade hote hai or kya kya nuksan hote honge aap ke man me ye shawal jarur aaya hoga, to aaj ham aap ko yahi batane wale hai ki dudh pine se kya kya fayade hai or kya kya nuksan hote hai.

    Dosto sabse pahli bat ki dudh pine se to fayada hi fayada hota hai ye sab ko pta hai lekin maine boland ki nuksan bhi hote hai to aap soch rhe hoge ki kya bewkuj bna rha hai dudh pine se kya nuksan hota hoga, lekin ye Sach hai mere dosto dekhiye agar kisi bhi chij ki sahi jankari na ho or us se galat tarika se stemal kiya  jaye to wo chij aap ke liye hanikarak ho sakti thik waise hi agar aap dudh pite hai or sahi shamay or sahi tarike se nhi pite hai to aap ko us ka nuksan hi hoga, lekin dudh agar 100% shuddh hai or aap us ko sahi shamay or sahi time pe nhi pite to aap ko wo kuch nuksan to nhi karega pr us ko pine se koi fayada bhi nhi hoga, to chaliye baat karte hai dudh ke sahi or galt fayade ke bare me. 

     Dosto aap agar dudh pite ho to kahi na kahi se aap us ko karidate hoge mitro ek bat kya dhhyan rakhe aap dudh kabhi bhi market se na le mere kahane ka matalab hai ki aap kisi bhi company ya brand ke dudh mat karide kyu ki wo 100% shuddh nhi hota hai mai kisi company ki burayi nhi kar rha bas mai aap ko jankari de rha Hu aap hamesa dudh ko dudh wale glawala se hi kharide  ab aap bolenge ki glawala bhi to dudh pe pani mila hai to dosto dudh pe mila hua pani aap ko nuksan nhi karta Jintna market ke milawati dudh karta hai, or ek bat ki aap kosis yahi kare ki aap hamesa gay(cow) kaam hi dudh le Kyo ki gay (cow) dudh me sabse jyada vitamin protein hota hai.



1. Agar aap rat ko dudh pite hai or aap dudh ko garm kar ke pite hai to aap ko yaha pe ek bat dhhyan dena chahiye ki aap ko dudh jyada garm nhi karna chahiye kyu ki garm dudh pi ke sone se rat me swapan dosh ho sakta hai or ek bat ki jo dudh hota hai ye surya ki garmi se jyada pachana hai agar aap rat ko dudh pine hai to koi bat nhi aap sone se 2 ghante patale dudh pi le is se bhi dudh acche se pach jayega, dosto aadha kilo dudh pe ek pao mansh or 3 ande (eggs) se jyada vitamin protein hota hai to aap is se sahi se hi use kare taki aap ko pura fayada aap ko mile.


2. Agar aap dudh pite hai or aap us me chini (sugar) dal ke pine hai to aap ye galti na kare Kyo ki dudh to patale se hi bahut mithas hota hai agar fir bhi aap kuch mitha dal kar pina chahate hai to Chini ki jagah aap us me mishri,badam munkka,shahad ya thoda sa gud dal kar pine Kyo ki Chini dal kar pine se aap ko cuph ho sakta hai or cuph hone ke dal aap ko bahut sari bimariyon ka samna karna padta sakta hai, dudh pine se acchi nind bhi aata hai is bat ko science bhi manti hai or dudh me se serotonin hormone bhi nikalta hai  jo ki aap ke dimag ko shant karne me help karta hai



3.dudh ko jyada thanda ya jyada garm nhi pina chahiye is ke badale aap ko dudh ko halka gunguna ya kamare ke tapman ke jaise garma kar ke pina chahiye aayurdev me aaisa mana jata hai ki rat ko dudh pine se jyada mantra me labh hota hai lekin is me ek surt ye hai ki aap ko rat ka khana khaye 3 ghante hone ke bad hi rat ko dudh piye to ki jyada fayade milte hai.



4.agar aap dudh me shahad mila ke pite ho to is se dudh ke takat doguni ho jati hai kyu shahad me Protein,albumin,fat,enzymes,amino acid, carbohydrates,parag kesar,lodine etc vitamin protein paya jata hai jo dudh me milane ke bad bahut jyada powerful ho jata hai.


5.agar aap sab ka pachan tantra kharab rahata hai khana thik se nhi pachata hai to aap rojana 1 glass dudh me 2 chammach shahad mila kar piye is se aap ke pachan tantra me shudhar hota hai or aap ko kabj or aat se judi koi bhi problem nhi hoti hai.
        Aap rojana 1 glass dudh me 1 chammach shahad mila kar pite ho to aap ka chahara aap ka skin bahut accha glow karta hai aap ko puri body me bahut aaram milta hai, dosto kayi desho me to rodh pratirodhak chhamta badane ke liye is kya upayog kiya jata hai ye bat bilkul Sach hai ki dudh me shahad mila kar pine se rodh pratirodhak chhamta badati hai.


          To dosto ye thi kuch dudh pine or dudh ka use karne se hone wale fayade ummid hai aap ye knowledge pasand aaya hoga.    Thank you so much...!

Comments

Popular posts from this blog

चाय पीने से क्या नुकसान होता है